Pages

28 July, 2013

Mil B Jatay Hain To Thukra K Guzar Jatay Hain

Night GUzal

Mil B jatay hain to thukra k
guzar jatay hain.....,

Hain mosam ki tarha dost b
badal jatay hain....,?

Khobsorat Wadon Ko Tor Dia Us Ne

%GHAZAL%
Khobsorat wadon ko tor dia
us ne

Mujy yaad rakhna ab chor dia
us ne

Bohat kia krty thy wafa ki
beating
Lgta hai mere bin jeena sikh
lia us ne

Usko zamane se fursat nahi

Ab to haal pochna b chor dia
us ne...!

Akele Chand Ko Takna To

Ghazal

Akele chand ko takna to
mujh ko yaad kar lena...kisi
bhi baat pe hansna to mujh
ko yaad kar lena...Bohat se
kam aise hain jinhein karna
zarori hai...Zarori kaam ko
karna to mujh ko yaad kar
lena...Mohabbat woh
haqeqt hai jise badla na
jaye gaa...kitab-e-ishq ko
parhna to mujh ko yaad kar
lena...Mere piyar ki
khushboo tmhain kagaz se
aye gi...Ksi ko shair jo likhna
to mujko yaad kr lena.....

Barishon K mosam Me Dil KI

Guzal

Barish0n K Mosam me
Dil ki sar-zamino per!

gard kyun Bikharti Hy?
Is Trah k mosam mE,
phool kyun nhi khiLte?
Log kyun nhi milte?

23 July, 2013

Rahi zidagi to phr bat ho gi

GuZaL

Rahi Zindagi To Phr Baat Ho Ge...

Na Rahi Zindagi To Bus Yaad Ho gi...

Ki Ho Koi Galti To Maff Kr Dena...

Kya Pata Ye Zindagi Ki Akhri Rat Hogi...