Pages

28 July, 2013

Mil B Jatay Hain To Thukra K Guzar Jatay Hain

Night GUzal

Mil B jatay hain to thukra k
guzar jatay hain.....,

Hain mosam ki tarha dost b
badal jatay hain....,?

Hum abi tak giraftar-e-
muhabat hain logo!,,,

Thokren kha k suna tha k log
sambal jatay hain,,,,

Wo kabhi apni jafa per na
howe sharminda,,,,

Hum samjatay rahe pathar b
piggal jatay hain,,,,

Umar bhar jin ki wafaon pe
bharosa hota hai

<=NumaN al0ne=>

Waqt k aany pe wohi Log
BADAL jatay hain,...!.. .